[5/9, 5:54 PM] garima:
न कही जाने की जुगत है
न ही तलब
पर यहां रुकना भी नही
और जाना भी है
कैसे और कब जाउंगी
और कहां?
[5/9, 5:58 PM] garima:
ठहराव अच्छा मानते है
चरित्र की विशेषता मानते है
न समझ पाती हूँ
न देख पाती हूं
डर हो के भी डर नही है
एहसास बहुत
उनके निशान बहुत
तेज़ सांसो की रफ्तार बहुत
पर मेरी नज़र कही और है
सब नकार
सब संभाल
कुछ भूली
कुछ पगली
उससे
किससे?
मिलना चाहती है
अस्थिरता
ये बेचैनी
चरित्र की
निशानी है क्या?
2 comments:
Is aawargi ko rha ne ki
Koshish na kar,
Is banzaargi ko baandhne ki
Koshish naa kar
Andar ye khalaa he zb tk
Zinda he tere andr ka Insaan tb tk
Baichen rooh ko tasalli mil jaaye
Aisi jagahaa ka intezaar na kr
Jb Jahaan sukoon ki shaan Aa jaaye
Usey jii, thodaa thahar
Waqt kehta he tere daaman Mein
Aur Bhi lamhein aayenge sukoon ke
Gar thahar gaya tu kisi lamhe ke daaman mein
Baicheni bankar utheingi teri har Saans
Yaad aayegi tujhe teri aawargi
Aur
Fursat ke palon ki ye guftgu.
Is aawargi ko rokne ki
Koshish na kar,
Is banzaargi ko baandhne ki
Koshish naa kar
Andar ye khalaa he zb tk
Zinda he tere andr ka Insaan tb tk
Baichen rooh ko tasalli mil jaaye
Aisi jagahaa ka intezaar na kr
Jb Jahaan sukoon ki shaan Aa jaaye
Usey jii, thodaa thahar
Waqt kehta he tere daaman Mein
Aur Bhi lamhein aayenge sukoon ke
Gar thahar gaya tu kisi lamhe ke daaman mein
Baicheni bankar utheingi teri har Saans
Yaad aayegi tujhe teri aawargi
Aur
Fursat ke palon ki ye guftgu.
Post a Comment